Patriotic Hindi Poems

If you need Patriotic Hindi Poems then your search ends here at allbestmessages.co. AllBestMessages is all about Patriotic Hindi Poems. Just read the full collection of Patriotic Hindi Poems below. Keep visiting our site because we are updating Patriotic Hindi Poems daily on our site.


Patriotic Hindi Poems

main pahale usaka jisakee tatkaal madad karanee hai!
apane aage har peedit kee har peeda haranee hai!!
shapath grhan kar aazaadee ka utsav aaj manaate hain!
desh bulaata hai aao kuchh kaam to isake aate hain!!




*****************



ham bachche hansate gaate hain.
ham aage badhate jaate hain.
path par bikhare kankad kaante,
ham chun chun door hataate hain.
aayen kitanee bhee baadhaen,
ham kabhee nahee ghabaraate hain.
dhan daulat se oopar uth kar,
sapanon ke mahal banaate hain.
ham khushee baantate duniya ko,
ham hansate aur hansaate hain.
saare jag mein sabase achchhe,
ham bhaarateey kahalaate hain.




*****************



vande maataram,
vande maataram
sujala suphala malayaj-sheetalaam
shashy-shaamalaam maataram
vande maataram
shubhr-jyotsna-pulakit yaaminee
phulalakusumit-drumadal shobhinee
suhaasineen sumadhur bhaashineen
sukhadaan varadaan maataram
vande maataram




*****************



Pyara pyara mera desh,
saja-sanwaara mera desh.
Duniya jis par garv kare--
nayan-sitara mera desh.
Chandi-Sona mera desh,
safal salona mera desh,
Suraj jaisa alokit--
sukh ka kona mera desh.




*****************



Yeh jeet ka nasha hai
Yeh us khushi ka ehsaas hai
Itne saal se jiska intzaar tha
Jo sapna har aankhon ka tha
Yeh din kuch khaas hai
Sabke dil ke paas hai
Dhoni ka chakka na bhulenge
Sachin ko salaam thokenge
Yeh naara lagate rahenge
Indian team ke gungaan gate rahenge
Yeh ehssas us intzaar ka hai
World cup ke 28 saal ka hai




*****************



Rifles rattle,
Armies battle
On the plain,
Getting glory,
Grief, or gory
Colored pain.
Conscripts giving
Up their living
For a patriotic bed
That is bag-shaped,
Shrouded, flag-draped:
Blue,white,red.




*****************



jab zero diya mere bharat ne,
duniya ko tab ginatee aayee
taaro kee bhasha bharat ne,
duniya ko pahale sikhalayee
deta naa dashamal bharat toh,
yu chaand pe jaana mushkil tha
dharatee aur chaand duree kaa,
andaaja lagaana mushkil tha
sabhyata jaha pahale aayee,
pahale janamee hain jaha pe kala
apana bharat woh bharat hai,
jiske pichhe sansaar chala
sansaar chala aur aage badha,
yu aage badha badhata hee gaya
bhagwaan kare yeh aur badhe,
badhata hee rahe aur fule fale
jai hind




***************



Utha kar Talvar jab ghode pe sawar hote
Baandh ke Saafa jab tayyar hote
Dekhti hai duniya chhat pe chadke
Kehte hai ki kaash hum bhi aise hoshiyaar hote




***************



Bus Iss Khayaal Se Zinda Hain , Tu Humara Hai
Jo Tu Raha Na Tow Kuch Nahi Rahay Ga Jeenay Main

Meray WATAN!!! Tujhay Kaisay Yeh Dhoop Chatay Gi
Hazaar MAA'ON K Anchal Hain Teray Seenay Main




************



Desh hi mein paida hue desh par hi mar jayenge
marte-marte desh ko jinda magar kar jayenge
humko pisega falk apani chakki mein kab talak
khak bankar aankh mein uski basar jayenge




************



ganga aur jamuna ki shyamal gaur dharayen
sinchati hai jis dhara ko woh hindustan hai-

kasmir se mukhmandal par himalaya sa taj jiske
sagar jiske pag pakhere woh hindustan hai




************



Treta se lekar kalyug tak
Ram ke saath rawan bhi aaya

Mere isaanchal mein
Har paapi ka paap samaya

Barson se chalti aa rahi
Bas itni meri kahani hai

Main dharti Hindustan ki
Aantak mein palimeri jawani hai




************



jati-dharam aur kashetrabad
bana dangon ka hai aadhar,
dharti maan ko baant rahe ham
dekho beton ka ye pyar....!!

manav ke khoon ka manav payasa
prem ki samjhe kaun pribhasha,
aakhir kab tak chalega ye sab
chhayi hai chahun ore nirasha...!!

rakat sabhi ka lal hai pyare
phire huye sab aik samaan,
jaat paat ke bhed bhula ke
ban jaa-o kewal insaan....!!




************



jab zero diya mere bharat ne,
duniya ko tab ginatee aayee

taaro kee bhasha bharat ne,
duniya ko pahale sikhalayee

apana bharat woh bharat hai,
jiske pichhe sansaar chala

sansaar chala aur aage badha,
yu aage badha badhata hee gaya

bhagwaan kare yeh aur badhe,
badhata hee rahe aur fule fale




************



Desh hame deta hai sab kuchh
Hum bhi to kuchh dena sikhen

Suraj hame roshni deta
Hawa naya jiwan deti hai

Bhukh mitane ko hum sabki
Dharti par hoti kheti hai

Desh hame deta hai sab kuchh
Hum bhi to kuchh dena sikhen

Hum mehnat ke deep jalakar
Naya ujala karna sikhen

Desh hame deta hai sab kuchh
Hum bhi to kuchh dena sikhen




************



ae mere watan ke logo,
zara utho sambhlo, jago.,
dekho-dekho ye rajnetik neta,
kahan le chale tumhare desh ko.
ab bhi waqt hai, cheen lo inke hathon se,
apne desh ko,
pata nahi kis khaee main
fenkenge legakar isko.
bahut kurbaniyo se jiti,
hamne ye azadi ki jang
aaj ki ye rajniti,
pata nahi kya layegi rang.
yadi chahte ho rehna azad,
to utho, sambhalo apne desh ko




************



Mere watan ka Aman kho gaya
Na jane kahan wo chaman kho gaya

Bahaaren jahan aa ke deti thi sadayen
Haseen pankhadiyon ki wo maasum adaayen

Leh lahata chaman aaj ban ho gaya
Na jane kahan wo chaman kho gaya

Jiske seene me tha ilm ka khazaana
Sone ki chidiya jise kehta tha zamaana

Surkh joda wo aaj kafan ho gaya
Na jane kahan wo chaman kho gaya

Mere watan ka aman kho gaya
Na jane kahan wo chaman kho gaya




************



Main dharti Hindustanki
Jane kitni laashein dekhi hai

Apni aankhon se maine
Aantak ki parchhai dekhi hai

Apne shaheed jawanon ko
Apni god mein lete dekha hai

Meri laaj bachane ke liye
Unko marte dekha hai

Masoom bhari nighahon ko
Har pal rote dekha hai

Ek aam Hindustani ko
Koi apna khote dekha hai




************




Patriotic Hindi Poems

Now we take care all your needs. We research team do online research and get best Patriotic Hindi Poems We keep updating our site All Best Messages regularly for Patriotic Hindi Poems. We are sure that you will recommend this site to your friends if you like our database of Patriotic Hindi Poems. Please keep visiting this site again and again for Patriotic Hindi Poems. We have added large collection of Patriotic Hindi Poems because our users insist to add this category as well on site.
Children Hindi Poems
Patriotic Hindi Poems
Hindi Poems on Nature
Hindi Poems on Friendship
Hindi Poems For Kids



Quotes Collection

SMS Of The Day

Email:

Subscribe and receive sms of the day in your inbox.
Collection of
     Sweet, Cool, Cute Text Messages, Sad, Punjabi Msgs, Hindi, Romantic, Mobile Cell Phone Msg
Quotes Collection